Friday, April 30, 2010

hume gam nahi wo chale gaye bus khawashish thi ki unhe dekh saku
wo mu pher ke chale gaye

Wednesday, April 28, 2010

unki najzro me kya kahsis thi yado me hum kho baithe the tabhi aya paigam unka
unki chahat ko hum kho baithe na gam hai na khushi hai unke jane ki bus ek kashish hai jise soch ke hum ro baithe karte hai intzaar aaj bhi unka ye jante hue ki hum duur ho chuke hai unse

milti hai aahat jab bhi unki ye dil ke darwaje khud ba khud khul jate hai na jane kya likha hai upar wale ne kismat me jo aate hai wo na jane kyo chale jate hai hum karte sab kuch unke liye par wo khush kyo nahi rah pate



kal tumhara misss call aya bahot khusi hue

thankx for calling........
missing u

Monday, April 26, 2010

wo kyo nahi ati...

unki yaad chali ati hai wo nahi ati
unki baate satati hai wo kyo nahi ati
unki najro me kya kashish hai wo kyo nahi dikhati
humne ki hai kya itni badi galti jo wo nahi manati
ruk gayi hai jindagi unke liye par wo kyo nahi mud ke ek baar ati
jane kaun sa rishta hai mera tumhara jaane tut kar bhi tute na ye dor pati.

taro ki chamak me bhi gum ho jata hai chand tum jo samne ho to kya shubah kya sham
has kar jo dekho to har koi de de apni jaan janant se tute here se bhi sundar ho tum aur sirf tum mere jaan..................


missing u .....angel

26 april 2010

Sunday, April 25, 2010

jindagi gumsum hai fir bhi kahi na kahi shor hai
dil to masoom hai par dhadkan ka shor hai
khul gayi kitab to kya kore panno ka dher hai
kismat to palati hai par muskile abhi aur hai
chahat to hai magar sunne wala kahi aur hai
yade to ati hai magar hichikiya ka jor hai
wo muskara ke dekh le hume mere najre unke orr hai
hum haste rahe itna is jindagi me kaha itna jor hai
hum kisi aur ke ho jaye itna kaha kisi me jor hai


yaad karte hai aur karte rahenge koi dur kar le tumhe mujhse itna
sirf aur sirf maut me hi jor hai.

25/april/2010

Saturday, April 24, 2010

Meri life diary


Jeet I Miss U



jo khata ki hai humne use mita nahi sakte
jo pyar kiya hai tumse use bhula nahi sakte
himmat to bahot hai kuch kar dikhane ki
par jo ho chuka use hum mita anhi sakte
ho sake to ek baar mud ke has dena ,
hum samajh nahi pa rahe ki tumhe hum pa nahi sakte
jante hai samaj ki har us bandish ko hum bhula nahi sakte
jane anjane me jo bhul hue ho sake to use dohra nahi sakte
tum hume chaho na chaho koi gam nahi par hum kisi aur ko dil me baitha nahi sakte
tum aaj bhi wohi dost ho jise sab kuch hum samjhte hai
tum ho na ho pass tumhe hum bata nahi sakte
bhule ge nahi kabhi aur na bhul paoge jante hai fir bhi dil ko mana nahi sakte
tum khushh raho ye arzi hai khuda se tum yaad ati ho hum bata nahi sakte
jakhm hai kai dafn is dil ki diwaro me par kya kare dil chir ke jhakhm hum dikha nahi sakte
jalim hai ye duniya auro ke liye mere liye to ye ek wajah hai jise hum bhula nahi sakte
tum jo haste ho to phul bhi sharma jate hai tumhari khubsurti ke charche hum ga nahi sakte
yaado ka kya hai wo to ati hai chali jati hai
hum tumhe palko se neche la nahi sakte
log kahte hai dewane to heer ranjhe the humari kahani hum kisi ko suna nahi sakte
jo khata ki hai humne use mita nahi sakte mita nahi sakte mita....................



miss u angel