Saturday, June 19, 2010

wo haste hue hume vida kar gaye hum bhi unki chahat ka silsila padh gaye
wo masoom sa chahra bana kar gum ho gaye
hum bhi unki yaad me shayar ho gaye
wo bole hame chahoge to gam ki barish hogi
humne has ke bola tere barish me hum na bhiege to kya bhige...
wo haste hue hume vida kar gaye hum bhi unki chahat ka silsila padh gaye
wo masoom sa chahra bana kar gum ho gaye
hum bhi unki yaad me shayar ho gaye
wo bole hame chahoge to gam ki barish hogi
humne has ke bola tere barish me hum na bhiege to kya bhige...

Friday, June 4, 2010

usne rukshar kar diya hame jindagi se hame koi gam nahi
unhone kaha hame chode do hame koi gam nahi
majil ko raste ka sath mil jaye
dubte ko tinke ka sahara mil jaye
pyase ko bund ka pata mil jaye
andhe ko roshni ka tohfa mil jaye
uske dil ko mere jasbato ka pata chal jaye
us khuda ke rahmat ka sabko sila mil jaye
jo ummid ho har ashiq ke jiwan me
use apne chahat ka ek pal mil jaye use apne chahta ka ek pal mil jaye
tu kho ke bhi mujhe mil jati hai
dur chahe kitne bhe chali ja phir pass a jate hai
pata nahi kya rishata hai tera mera purana
jo tut ke bhi kaarib a jate hai
na jane kaun si kashish hai jo is dil me baithe hai
pata nahi kaun se aag hai sene me dabi baithe hai
jo aag waqt ke sath khud bhadak uthti hai
lakh chahu bhulna kisko pata nahi kyo
par is dil me jaga uski bani baithe hai
mu pher bhi lo tum mujhse to kya
mujhe pata hai tere dil me mere tasveer bani baithe hai

Monday, May 31, 2010



Get more? www.chirkutonorkut.com

Sunday, May 23, 2010

jo khwahishe thi unhe bhul jana pada
majile ko khud hamare pas ana pada
tumko hone nahi denge kisi aur ke
tumhe mud ke mere pass ana pada


tere chahhat ka dam todne nahi denge
tu na de sath hum dil todne nahi denge
chahega tu jis din hume bhul jane ko
kasam hai upar wale ki hum ye rishta todne nahi denge


waqt ki bisat pe ye mohre bich gaye
pata nahi kab aur kaise do bichde mil gaye
tufan bhi nahi tod sakte jis riste ko
us risste me dono bandhte chale gaye

sky

23-05-10

Monday, May 10, 2010

kyu chalte chalte log sath chod jate hai

kyu chalte chalte log sath chod jate hai
na jane kyo apna muh mod jate hai

rukhsar kar dete hai chahne wale ko apni jindagi se
na jane kaise log itne pathar dil ho jate hai

koi mujhse puch to mai bata du
is dil ki diwaro me basa naam tera hai

tu ek baar has de to kasam se mai tere liye
ye sansar chod du, par ye to sirf ek sapna hai

hasta rahunga hamesha tere yaad me
gam ke ansu na kabhi bahne dunga

rokega chahe jamana mujhko par mai to tujhse pyarr karta rahunga......
mai to pyar karta rahunga.... karta rahunga


love sky
is dil ki dua tum tak pahoch jaye
gam

Sunday, May 9, 2010

dosti to dastoor hai naam hai jindagi ka ye
jo dost na ho to kuch bhi nahi bus kori kitab hai ye

jo dost ho to har gam door hai bus kahne ko ek naam hai
jo dost hai wo sath chodte nahi kahte hai tu mere jaan hai

dost hi dost ke kaam ata hai chahe khade ho tum kabristan me
par sale paise bahut kharcha karate hai kah ke ye tere bare mere jaan hai

par kuch bhi kaho dosti hoti bahot majboot hai tabhi to dete is pe log jaan hai


one of my funny shayari

saurabh

us raat ko yaad karta hun

us raat ko yaad karta hu jab tumse baate hoti thi
hum raat bhar jaga karte the tum sath hamare hoti thi

hum na jane kis kis ki bate karte the tum has ke jawab deti thi
jab gam me duba hota tha tum gudguda ke hasaya karti thi

na jane najar lag gayi kisi ki tum yu jo rukhasar hoti thi
gam ke badal aese chahye ki roshni bhi andhera karti thi

ab to yaad bhi kar ke darta hu ki tum god me mere roti thi .. roti thi......


love sky the devil

Saturday, May 8, 2010

taqdeer

waqt jo badla to takdeer badal gayi
tumse milne pe kismat hi palat gayi
hum to nikle to tufano se ladne ke liye
kya pata tha ek chingari hi jala degi
phoolo se sajaye mahal ko hawa hi uda degi

fir piroyenge mala ham un bikhre hue phoolo se
jod ke atit ke taar hum fir uth khade honnge
haan ummid to kam hai us khusbu ka laut panna
par haan himmat hi kaha hai is dil me jo mahak hi sake
unke yaad me...



love saurabh................

jo gujar gaya use kya dekhu

jo gujar gaya use kya dekhu
bhige hue palko ko kya pochu
tum pass nahi to waqt bhi ruk chuka hai
us chalte hue pani ko mai kya roku

aaj gujra hua wo waqt yaad ata hai
us gujre hue waqt ko mai kya dekhu
takdir me jo tha wo mila nahi
ab us upar wale ko mai kya bolu

tum ho na ho is najro ke samne
tumhari najro ke jharokho me mai kya dekhu
bus ek hi khawahish hai is sene me
us khwahish ko tutte mai kaise dekhu




love saurabh:------------

Friday, May 7, 2010

ek ummid ki kiran

ek ummid ki kiran hai jo dil ko jalati hai
dil ko dastak de ke kyo chali jati hai
hum to musafir hai aese safar ke jo kabhi khatm hi nahi ho pati hai
wo raat bhi yaad hai wo baat bhi yaad hai
bus baate he rah gaye hai aur jasbaat bhi yaad hai.
hum akele hai to kya ummid to jagi hai
tum pass nahi to kya tere yaad to saath hi hai

Wednesday, May 5, 2010

tum do na do sath mera hume to jina hoga.
gam bhare ansu akele hi pena hoga,
ye fasle to kam nahi ho sakte itne jaldi,
par haan dil se dil ki duriyo ko jarur kam hona hoga.
fir wo waqt milega jab hum pass honge,
par fark bahot lamba hoga,
tum hoge sath kisi aur ke aur majbooran hame bhi sath kisi aur ke hona padega,



manjile bhi uski thi rasta bhi uska tha ek mein akela tha kafila bhi uska tha saath saath chalne ki soch bhi uski thi fir rasta badalne ka faishla bhi uska tha aaj kyo akela hu dil sawal karta he log to uske the kya khuda bhi uska tha



saurabh:::::::


5 May 2010

Sunday, May 2, 2010

Aaj akele hone ka apna hi maja hai
na jane unke na hone par aaj kyo acha lag raha hai
wo soche na soche hamare bare me hum to unke bare me sochenge
unke na ho hamari chinta ham to unhe yaad kiya hi karenge
wo ho jo gussa to kya fark padta hai jab sare rishte hi badal gaye to
fark kya padta hai akele hai hum aur akele hi jine ki adat daal lenge ho kisi me
dum to hume ajma le
nahi chahte wo gujra waqt wapis aye par sochte jarur hai ki wo waqt kitna acha tha


lost in this world alone

Friday, April 30, 2010

hume gam nahi wo chale gaye bus khawashish thi ki unhe dekh saku
wo mu pher ke chale gaye

Wednesday, April 28, 2010

unki najzro me kya kahsis thi yado me hum kho baithe the tabhi aya paigam unka
unki chahat ko hum kho baithe na gam hai na khushi hai unke jane ki bus ek kashish hai jise soch ke hum ro baithe karte hai intzaar aaj bhi unka ye jante hue ki hum duur ho chuke hai unse

milti hai aahat jab bhi unki ye dil ke darwaje khud ba khud khul jate hai na jane kya likha hai upar wale ne kismat me jo aate hai wo na jane kyo chale jate hai hum karte sab kuch unke liye par wo khush kyo nahi rah pate



kal tumhara misss call aya bahot khusi hue

thankx for calling........
missing u

Monday, April 26, 2010

wo kyo nahi ati...

unki yaad chali ati hai wo nahi ati
unki baate satati hai wo kyo nahi ati
unki najro me kya kashish hai wo kyo nahi dikhati
humne ki hai kya itni badi galti jo wo nahi manati
ruk gayi hai jindagi unke liye par wo kyo nahi mud ke ek baar ati
jane kaun sa rishta hai mera tumhara jaane tut kar bhi tute na ye dor pati.

taro ki chamak me bhi gum ho jata hai chand tum jo samne ho to kya shubah kya sham
has kar jo dekho to har koi de de apni jaan janant se tute here se bhi sundar ho tum aur sirf tum mere jaan..................


missing u .....angel

26 april 2010

Sunday, April 25, 2010

jindagi gumsum hai fir bhi kahi na kahi shor hai
dil to masoom hai par dhadkan ka shor hai
khul gayi kitab to kya kore panno ka dher hai
kismat to palati hai par muskile abhi aur hai
chahat to hai magar sunne wala kahi aur hai
yade to ati hai magar hichikiya ka jor hai
wo muskara ke dekh le hume mere najre unke orr hai
hum haste rahe itna is jindagi me kaha itna jor hai
hum kisi aur ke ho jaye itna kaha kisi me jor hai


yaad karte hai aur karte rahenge koi dur kar le tumhe mujhse itna
sirf aur sirf maut me hi jor hai.

25/april/2010

Saturday, April 24, 2010

Meri life diary


Jeet I Miss U



jo khata ki hai humne use mita nahi sakte
jo pyar kiya hai tumse use bhula nahi sakte
himmat to bahot hai kuch kar dikhane ki
par jo ho chuka use hum mita anhi sakte
ho sake to ek baar mud ke has dena ,
hum samajh nahi pa rahe ki tumhe hum pa nahi sakte
jante hai samaj ki har us bandish ko hum bhula nahi sakte
jane anjane me jo bhul hue ho sake to use dohra nahi sakte
tum hume chaho na chaho koi gam nahi par hum kisi aur ko dil me baitha nahi sakte
tum aaj bhi wohi dost ho jise sab kuch hum samjhte hai
tum ho na ho pass tumhe hum bata nahi sakte
bhule ge nahi kabhi aur na bhul paoge jante hai fir bhi dil ko mana nahi sakte
tum khushh raho ye arzi hai khuda se tum yaad ati ho hum bata nahi sakte
jakhm hai kai dafn is dil ki diwaro me par kya kare dil chir ke jhakhm hum dikha nahi sakte
jalim hai ye duniya auro ke liye mere liye to ye ek wajah hai jise hum bhula nahi sakte
tum jo haste ho to phul bhi sharma jate hai tumhari khubsurti ke charche hum ga nahi sakte
yaado ka kya hai wo to ati hai chali jati hai
hum tumhe palko se neche la nahi sakte
log kahte hai dewane to heer ranjhe the humari kahani hum kisi ko suna nahi sakte
jo khata ki hai humne use mita nahi sakte mita nahi sakte mita....................



miss u angel